Dunki Movie Dialogues Srk

Dunki is a Rajkumar Hirani’s masterpiece starring Sahrukh Khan, Vicky Kaushal. We are going to share some Dunki movie dialogues.

Dunki Movie Dialogues

Yeh Kahani shuru hui thi 1995 mein, jab maine Laltu me kadam rakkha

Aaj tak mere liye koi lada nahi hai, to mere liye to wo ho gayi hai girl wali friend..

Main aapko london pohcha sakta hoon, english seekhni padegi..

100 saal raj karke gaye ye angrej humpe, jab ye yahan aaye, humne to inse nahi pucha tha ki Hindi aati hai kya? Jab humne inko nhi roka, to ye kon hote hain rokne wale…

Humne majboori me apna ghar chhoda tha, warna kon apna dost apna parivar chod kar jayega sarhad par goli khane….

Kasam Kha apni dadi ki ki aaj ke baad England ke bare me nahi sochega…


Main Lakhanpaal kasam khata hu, ki aaj ke bad main London jane ki sochu bhi to meri dadi mar jaye…

Meri poori family hai ye chaar ullu de pathhe, jo London jana chahte hain..

Unme ek ladki hai manu, humara jo pehla bachha hoga na uska naam main aap pe rakhunga, aap apna naam batao bas..

Vangepurappu venkat ..ppp,

Koi baat nahi sir aap likh ke dedo, meri taraf se naam done hai…

Leave a comment