Bhakshak Movie Dialogues

Bhakshak Hindi film based on a crime thriller directed by pulkit features Bhumi Pednekar and Sanjay Mishra. We are exploring the best Bhakshal movie dialogues written by Jyotsana Nath Pulkit.

Director: Pulkit

Actor: Bhumi Pednekar, Sanjay Mishra, Aditya Srivastav

Written By: Jyotsana Nath Pulkit

Bhakshal Movie Dialogues: Jyotsana Nath Pulkit

Bhakshak Movie Dialogues

Anath ka matlab samajhti ho, jiska koi nath nahi hota. Tumlog hai ki nahi hai, kisi ko nai pata.

Agar 2-3 mahine se ye report sarkar ke pass hai aur sarkar kuch nahi kar rahi to Bansi Sahu ki pahuch kaha tak hai tumhe samajh aa raha hai na?

Are reporter hai isiliye chup baithe hai. Nai to gala kaat ke railway ki patri me daal diye hote abhitak.

Pura taqat jhokna hai Bhaskar ji. Un bacchiyon ko insaf dilana hai.

Jab tak dusre ke ghar me galat ho raha hai tab tak koi kuch nahi bolega,lakin ye yaad rakhna Arvind ki agar dusre ki beti ke sath galat ho raha hai to tumahe beti ke sath bhi hoga. Isiliye bolna padega Arvind.

Dusro ke dard me dukhi hona bhul gaye hai kya. Kya abbhi apni ginti insano me karte hai? Ya apne aap ko bakshak maan chuke hai?

Leave a comment